TTS.ai

QShortcut

Text to Speech kokoro

QFileDialog Link expires in 24h
Share wannan sauti:

Ek sundar jungle mein Bunny naam ka ek chhota sa khargosh rehta tha. Woh bahut hi pyaara aur thoda sharaarti tha. Ek din Bunny ne ek ped par laal laal seb dekhe. Use bahut bhook lagi thi. Bunny ne chupke se ek seb tod liya. Jab malik ne pucha, toh usne jhoot bol diya. Jhoot bolne ke baad Bunny ko bahut bura laga. Uska mann udaas ho gaya. Aakhir mein Bunny ne sach bolne ka faisla kiya aur maafi maangi. Malik ne use maaf kar diya aur Bunny fir se khush ho gaya. Is kahani se humein seekh milt

An tsawaita wannan fayil ɗin sauti.

Maɓallan sauti da aka raba suna ƙarewa bayan sa'o'i 24. Za ka iya ƙirƙirar na kanka a ƙasa!

Create Your Own AI Audio

@ info: status

@ action