TTS.ai

QShortcut

Text to Speech piper

QFileDialog Link expires in 24h
Share wannan sauti:

Ye nanha puppy jaise hi apne malik ko dekhta hai, woh haath jod kar apne malik se request karta hai… kyunki aaj uska janamdin hai. Woh chahta hai ki uska malik use achhe se taiyaar kare, taaki woh party ka sabse bada showstopper ban sake. Jaise hi malik maan jaata hai, ye nanha puppy khushi-khushi apne bathtub mein jaakar baith jaata hai. Sabse pehle malik use shampoo se nahlata hai, phir uske daant saaf karta hai, aur aakhir mein towel se sukha kar achhe se blow dry karta hai.

An tsawaita wannan fayil ɗin sauti.

Maɓallan sauti da aka raba suna ƙarewa bayan sa'o'i 24. Za ka iya ƙirƙirar na kanka a ƙasa!

Create Your Own AI Audio

@ info: status

@ action