Kubwerera ku TTS.ai

Zokambirana za Audio

Text to Speech kokoro

Pangani Audio Kugwirizana kumatha mu 24h
Share this audio:

Ek gareeb larka roz mehnat karta aur sham ko apni ammi ke liye doodh lata… Uski ammi hamesha muskura kar kehti, “Tu mera sab kuch hai…” Ek din larka der se ghar aaya… Uske haath me doodh tha… lekin ghar andhera tha… Jab usne awaaz di… koi jawab nahi aaya… Woh bhaag kar andar gaya… aur dekha… uski ammi chup chaap leti hui thi… Us din usne doodh pehli dafa zameen par girne diya… Aur dheere se bola… “Ammi uth jao… aaj main late ho gaya…” 😢 “Un logon ki kadar karo jo tumhare paas hain…”

Fayilo ya audio yatha.

Kugawana maulalo a audio kumatha pambuyo pa maola 24. Mukhoza kupanga yanu pansipa!

Pangani AI Audio Yanu Yanu

Pangani ma voiceovers akatswiri ndi 20+ AI models - mwaulere, palibe kulembetsa kofunikira.

Kusintha malemba kukhala mawu