TTS.ai

QShortcut

Text to Speech ming-omni-tts

QFileDialog Link expires in 24h
Share wannan sauti:

Gokul gaon me ek chhota sa bachcha tha, lekin uski shararatein sabse badi thi. Uska naam tha Krishna. Krishna ko sabse zyada kya pasand tha? Makhan. Roz roz wo chupke se gharon me ghuste, matki todte aur makhan chura lete. Ek din, gaon ki sab auratein milkar Yashoda maiya ke paas pahunch gayi. Unhone shikayat ki, “Tumhara Krishna hamara makhan chura leta hai.” Yashoda maiya ne socha, aaj to Krishna ko pakadna hi padega. Lekin Krishna bhi kam nahi the. Wo apne dosto ke saath milkar pyrami

An tsawaita wannan fayil ɗin sauti.

Maɓallan sauti da aka raba suna ƙarewa bayan sa'o'i 24. Za ka iya ƙirƙirar na kanka a ƙasa!

Create Your Own AI Audio

@ info: status

@ action