Hello guys! Welcome back to my channel 🚍🔥 Aaj main leke aa gaya hoon ek aur epic bus vlog, aur aaj ka route hone wala hai dangerous pahadi road! 😳
Subah ka time hai, weather thoda cloudy hai aur hum apni bus leke passengers ke saath nikal chuke hain. Dekho yeh view 😍 ek taraf pahaad aur dusri taraf gehri khai, road bhi kaafi narrow hai, thoda sa bhi mistake risky ho sakta hai.
Guys abhi abhi baarish start ho gayi hai 🌧️ road slippery ho chuki hai aur bus control karna thoda mushkil ho rah