ek chota sa gaon tha
us gaon me ek larka rehta tha
us ka naam ali tha
ali bohat simple larka tha
lekin us ka ek sapna tha
wo kehta tha
"ek din main kuch bara karunga"
gaon wale us ki baat sun ke haste thay
aur kehte thay
"tu kuch nahi kar sakta"
ek din ali jungle ke raste se ja raha tha
shaam ka time tha
achanak us ne dekha
ek buzurg aadmi raste ke kinare betha tha
wo bohat kamzor lag raha tha
ali us ke paas gaya
aur bola
"baba ji ap theek ho?"
buzurg ne dheere se kaha
"beta mujhe bohat p