Naghachi na TTS.ai

Ọnụọgụgụ ụda

Text to Speech kokoro

Na-ebubata ụda...

0:00
0:00
Bubata ụda Ndesịta njikọ ahụ ga-agwụ n'ime 24h

Raat ke 2 baje the… aur us din mujhe neend nahi aa rahi thi… Tabhi mere phone par ek unknown number se message aaya… "Tum so kyun nahi rahe?" Main shock ho gaya… kyunki ye baat sirf mujhe pata thi… Maine reply kiya — "Tum kaun ho?" Dusri taraf se turant reply aaya… "Main wahi hoon jisse tum roz…

Raat ke 2 baje the… aur us din mujhe neend nahi aa rahi thi… Tabhi mere phone par ek unknown number se message aaya… "Tum so kyun nahi rahe?" Main shock ho gaya… kyunki ye baat sirf mujhe pata thi… Maine reply kiya — "Tum kaun ho?" Dusri taraf se turant reply aaya… "Main wahi hoon jisse tum roz sapne me dekhte ho…" Meri saanse tez ho gayi… kyunki kal raat maine sach me ek ladki ko sapne me dekha tha… Maine himmat karke pucha — "Tumhe mera number kaise mila?" Reply aaya… "Tumhare dil se…"

Faịlụ ụda a gachara oge ya.

Ndesịta njikọ ụda mepere emepe ga-agwụ mgbe awa 24 gachara. I nwere ike ịmepụta nke gị n'okpuru!

Kewapụta ụda AI gị onwe gị

Bipụta profaịlụ ụdaolu na 20+ AI models - ọbụna n'efu, ọ dịghị mkpa ịbanye.

Chọ̀ọ́ ngwe ka ọsụsọ