“Ye aapko seedha Krishna Kachori le aayega 😋[happy]
Yahan sirf 30 rupaye mein milegi garma-garam swaadisht kachori…
Jise log bade maze se enjoy kar rahe hain…
Ab aap bhi aa jao aur taste lo! 🔥
📍 Address — Saharanpur, Anupam Sweets ke paas
Krishna Kachori — ek baar try kiya, toh baar-baar aaoge!”